Domain Kya Hai Aur Ishe Kahan se Kharide ??

Hello Dosto!!

Aaj ke post me apko me btaunga Doamin Name kya hai? Domain Name Ke Kitne Prkar Hote Hai ? aur Acha Doamin Name Kaise Kahride? Last baar mene apko btaya tha ki internet ka use karke paise kaise kamaye. Aap me se bahut se log jante hai ki internet se paise kamane ke liye Blogging sabse acha platform hai jo log nahi jante unhe me bta deta hoon interne se paise kamane ke liye blogging hi kyo..??

Domain Name Kya Hai?
Domain Name Kya Hai?

Main apne ek post me iska jawab jaru dunga kyoki blogging ka platform koi chota platform nhi hai jiska jawab me apko 2 line me dedu. waise aaj kal Hindi Blog ka craze bahut jada ho gya h aur hume hindiblog bahut jada dekhne ko mil rahe hai. aap sabhi ko bta do blogging ko start karne ke liye sabse phle apko domain name ki jarurt pdegi aur usse phle apko pta hona chahiye ki Domain Name Kya hota hai??

Doamin Name Kay Hai aur iska Website ya Blog me Kya Role Hai?

Doamin Name kya hai kisi IP address tak pahucha deta hai ek jariya hai. Iske dwara hum asani se ek website tak pahoc sakte hai. jaise ek makan banane ke liye sabse pahle ek plot ki jarurt hoti hai usi tarha ek website ko bnane ke liye domain name ki jarurt pdti hai. Domain name country wise hoti hai me apko popular domain name ke bare me bta deta hu.

Most Popular Domain Extensions

  1. .com : .com ko puri world ke liye use kiya jata hai.
  2. .in : .in India me use kiya jata hai.
  3. .co.in : ye domain bhi india me use kiya jata hai.
  4. .org : organization ke liye use kiya jata hai.
  5. .gov.in : Indian government sites ke liye use kiya jata hai.
  6.  .edu : Education website ke liye use kiya jata hai.

aur bhi bahut se domain name hote hai aap apni pasand ke domain name purchase kar sakte hai meri personal suggestion yehi hogi apke liye ki aap top level ke domain hi purchase kare.  Ab baat aati hai ki domain name kahan se buy kare kyoki hume el trusted website company chahiye jisse hum apna domain buy kar sake market me bahut se trusted company hai jinse aap domain purchase kar sakte hai chalo ab me btata hu kha se aap domain le skate hai.

Domain Name Kahan Se Buy Kare

  1. BigRock
  2. GoDadddy

BigRock and GoDaddy dono hi domain kharidne ke liye best copany hai aur first time user ke liye inke pass kuch special offfers hote hai like .com Domain name at Rs. 99 only. magar bas first time user ke liye uske bad apko pura amount dena pdta hai. Main apko BigRock se domain name kharidne ko bolunga kyoki BigRock ek Indian Company hai aur me chahunga ki ek Indian company se domain lena acha hoga aur inka support bhi bahut acha hai mene bhi bahut se domain liye hai BigRock se. Toh dosto ab aap bhi apna domain name purchase kar sakte hai.

Loading

One Comment

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *